Tuesday, March 10, 2015

Funny Joke (Husband & Wife)

Husband apne ghar ki lights theek kar raha tha.. Tabhi usne awaz di
Pappu ki maa
sunti ho...
Wife : Kya hai ji..
Husband : Zara idhar toh aao
Wife : Lo aagyi bolo kya hua?
Husband : Ye doo taar hai isme se ek pakad..
Wife : Lo pakad liya.
Husband : Kuch hua?
Wife : Nahi toh..
.
.
.
.
.
Husband : Iska matlab current dusre taar mein hai!!  :D :)

No comments:

Post a Comment